Modi Ji:
Humare desh me, local khilauno ki, bohot samrudh parampara rahi hai...
- To support the Toy Industry of India, Government Of India is organizing the first ever "The Indian Toy Fair 2021".
- Jaha aapko fun toys, science toys, modern toys, local toys, educational toys, electronic toys and so on ki bharpur variety dekhne ko milegi.
- Experts se janiye kaise khilaune ban sakte hain, aapke baccho ki padhai ka ek vital component.
- Apne baccho ko introduce ki jiye, joyful learning ke concepts se.
- Attend webinars, seminars and understand the toy need of each age group.
- Global Investors, Exporters, Industry Leaders, MSMEs, SME, Local Industries ka MAHA-KUMBH.
- Is virtual platform pe Bharat ki 1000 se zada companies aur kushal karyagar, duniya ko dhikayenge viraasat me mile apne anokhe hunner ko.
- 7 Lakh Crore ke Global Toy Trade me aney wale varsho me, Bharat Sarkar ki sahayata se, Bharatiya Udyami yevam Kushal Karyagar kar sakte hain, 400 million $ ke khilauno ka vyapaar.
- Pradhan Mantri Ji ke Aatmanirbhar Bharat ka sapna, ab hum sab milkar pura karenge, banayenge apni nayi pehchaan, bharenge nayi udaan, Global Toy Trade me banayenge apna mukaam.
- Parents, teachers, entrepreneurs, investors 27th February se 2 March tak, is etihasik India Toy Fair ka hissa bane aur www.theindiatoyfair.in pe register kare.
Register karne ke liye upar image pe CLICK ki jiye...
B Bye.
Post a Comment