Kalyan Jewellers ki IPO details, PE, Price Band, Lot Size, Launch date, Closing date, Company details, Valuation, New IPO

Hi!

16th March, 2021 ko jewellery retailer Kalyan Jewellers ka IPO open ho raha hai. Aur 18th March, 2021 tak aap GROWW App par is IPO me apply kar sakte hain.

 

kalyan jewellers ke ipo ki jankari, kalyan jewellers pe, kalyan jewellers industry pe, kalyan jewellers company pe


Kalyan Jewellers ki IPO details -

  • Price Band            : Rs (86-87)
  • Lot Size                : 172 shares
  • Operating Profit    : 5.91%
  • Net Profit              : 1.40%
  • Company PE        : 51.81
  • Industry PE           : 23.14


Is IPO ka Price band Rs 86 - Rs 87 ka hai. Aur iska Lot Size 172 shares ka hai.

 
Is company me leading global private equity firm Warburg Pincus LLC ne Rs 1750 crores ka investment kiya hai. 

kalyan jewellers ke ipo ki listing date

Kalyan Jewellers ke pas India me 107 aur Middle East me 30 showrooms hain. 


Company ka 78.19% revenue India se ata hai. Aur baki ka 21.81% revenue Middle East se ata hai. 


Company ke paas kaafi diverse products hain aur alag alag price points me available hain.


Aur company ka Operating Profit Margin 5.91% ka hai aur Net Profit Margin 1.40% ka ka hai. 

Agar hum valuations ki baat kare toh Company ka PE 51.81 ka hai. Jabki Industry ka PE 23.14 ke aas paas hai.


Aise hi aur bhi IPO alerts ke liye humare blog 'Yes Breaking News' ko follow kare. Aur humare social media handles ko bhi zaroor check kare.

Thank You!


Post a Comment

Previous Post Next Post